Hello dosto aaj ham sikheng whatsapp ke ek New Feature ke baare. Us feature ka name hai Whatsapp Pin Chat, whatsapp ne filal hi thode din pahele hi ye feature add kiya hai whatsapp pe, ye feature bahut hi badhiya feature hai, muje ye feature bahut hi pasand aaya hai. Ye bahut simple hi method hai. Aap jyada tention mat le. Aap is feature to aasani se use kar sakte hai.
Yeh bhi padhe

Hello dosto aaj ham sikheng whatsapp ke ek New Feature ke baare. Us feature ka name hai Whatsapp Pin Chat, whatsapp ne filal hi thode din pahele hi ye feature add kiya hai whatsapp pe, ye feature bahut hi badhiya feature hai, muje ye feature bahut hi pasand aaya hai. Ye bahut simple hi method hai. Aap jyada tention mat le. Aap is feature to aasani se use kar sakte hai.
Yeh bhi padhe

Ye feature ka name PIN CHAT kyo rakha  Aapke dimag me ye sawal hoga hi, to aapko me bata du ki is feature ka name isiliye pin chat ki for ex. Agar hame koi chees ko baar baare uska use karte hai jese ki celender isko hum daily dekhte hai, usko humne jaise khili ya kisi or chees se kahi diwal pe ya kisi or jagah pe lagaya hai, ab aap samaj hi gaye hoge dosto. Isi tarah hum bhi whatsapp par kisi bhi apne friends, family member ka kisika bhi chat pin rakh sakte hai. Matlab ki agar hamne kisika bhi contact chat pin me add kar liya to vo contact hamari chat list me 1st hi rahege. Agar kisika msg bhi aata hai tab bhi jo humne jo contact chat pin me add kiya hai vo contact 1st hi rahega agar koi msg karta hai to vo chat pin ki niche hi aayega 1st bilkul nai aayega. To chaliye dosto jante hai kaise add kare whatsapp pin chat.


Yeh bhi padhe

 STEP :1  Sabse pahela aap apna whatsapp update kare agar aapka whatsapp update nai hai to.
1) Ab aage, aap apna whatsapp open kare.

 STEP :2  Open karne ke baad aapko jo bhi contact ke pin chat karna hai usko search kare.


1) Ab usko press karke rakhe 
2) Upar aapko ek pin jaisa otion dikhega us par click karde.
Yeh bhi padhe



 STEP :3  Ab aapne contact ko pin chat me add kar liya hai or vo contact chat list me sabse pahele aa jayega.



1) Agar aap dekhna chahte ki contact pin chat me add huva ya nahi
2) Contact name ke side ek chota pin icon bana huva aa jayega.

Yeh bhi padhe

Ye feature bahut hi acha hai, iska use karke hum, whatsapp par jisse bhi hum regular chat karte hai Gf, bf, bestfriend  wife, husband koi bhi jisse hum chat karte hai daily usko chat pin kar sakte hai.

LastWord – Dosto aapko ye Hamari WhatsApp ki new feature chat pin ki jankari kaise lagi or koi problem ya kuch samj na aaye to aap comment karke puch sakte hai. Ye jankari achi lahi hoto aap is post social site par share kare. Esi hi aap hamari sites ki update papa chahte hai to aap email par subscribe kar lijiye taki hamari site ki koi bhi new jankari aaye to aapko email par direct notification mil sake. Or hamare facebook page ko bhi like kare. 

ThankYou😊

Post a Comment

Thank For Comment..!!

और नया पुराने