Hello dosto aap sab log kese hai, muje ummid hai ki aap sab log bhi ache hi honge. aaj me aapko sikhane waalu hoon ki computer, pc me folder icon kese change karte hai. 


Hello dosto aap sab log kese hai, muje ummid hai ki aap sab log bhi ache hi honge. aaj me aapko sikhane waalu hoon ki computer, pc me folder icon kese change karte hai.


koi bhi computer yaa pc ho ye trick sab me chalegi.to chaliye ab hum jaante hai computer me folder icon kese change kare.





           Computer Me Folder Icon Kese Change Kare

 STEP 1: Sabse pahela to aapko apne pc start karna hai, aap my pc me jaaye. 



  • Fir aapko jo bhi folder kaa icon change karna hai us folder par jaake ke Right click kare. 
  • Right Click karne k baad aapko last me Properties kaa option milega aap waha par click kijiye
 STEP 2: Properties open hone ke baad.




Open hone ke baad Customize par click kijiye
 STEP 3:  Customize open hone ke baad.




  • Aapko niche Change Icon.. kaa option dikhaai dega us par click kijiye.
 STEP4:  Jesi hi aap Change Icon par click karoge vesi hi ek new pop up window open hogi

  • Aapko usme bahut saare Icons dekhne ko milenge.
  • Aap jo chahe vo icon select karke aap usko use kar sakte hai.
  • Or fir ok ok par click kar de.



LastWord - Bas to dosto aap sikh gaye hai computer me Folder ka icon change karna agar aapko hamari ye jankari achhi ho to share jarur kar dena or hamare facebook page ko like jarur kijiye ga, or koi problem hoto to aap niche comment box me comment kre.
ThankYou😊


Post a Comment

Thank For Comment..!!

और नया पुराने