Hello dosto aaj ke is topic hum sikhne waale hai ki Jio Phone se hum “YouTube se video kese download karte hai"

aap sab log jaante hai ki JIO PHONE me youtube se hum video download nai kar sakte or usme download kaa option hi nai hai. sabko ye ummid thi ki JIO PHONE me youtube par se video offline me save kar sakenge hum lekin JIO company waale bhi kuch kam thodi naa hai un logo ne bhi kuch soch samaj kar hi esa kiya hoga naa dosto or is phone me esi koi system add nai kiya jisse hum youtube se video download kar sakte hai lekin Dosto aaj me aapko yahi sikhane waala hoon ki “YouTube se video download kar sakte hai" to chaliya ab ham jaante hai.

Aapko bhi shayad pata hi hoga ki hum Jio Phone me screenshot nai le sakte to isiliye Ye sab pics mene apne camera me clicks ki hai dosto or mene ye trick khud bhi try karke dekh li hai 101% working trick h friends..
aap sirf mere bataye gaye step ko follow kijiye ga fir aap bhi Youtube se video Download sakte hai.

Jio phone me video kaise download karte hain 

STEP:1 -To pahela hum Jio Phone ke Browser me jaayenge fir waha aapko uppr address bar dikhega aapko waha par simply YouTube type karna hai fir aap YouTube ki Official Site par jaa kar aap apna koi man pasand ( favourite ) video song choose kijiye ga fir usko play (open) kijiye.

STEP:2 - ab aapko kya karna hai ki video open hone ke baad aapko sirf video k address bar me jana hai or waha aapko apne video ki link milega aapko us link ko copy nai karna hai.us link me thoda aapko edit karna h matlab ki chalo aapko exmple dikha deta hu.

Ex - Manlo ko muje YouTube se video download karna hai to mene video choose kiya open kiya fir address bar ma gaya waha link h, aapko usme simply aapko Youtube ki aage bija space diye 'ss' sirf type. karna hai mene link edit karke aapko niche dikhaya hai.

 “https://m.ssyoutube.com/watch?v=mGlCNCSuZDI"

Or aap niche photo me bhi dekh sakte hai mene photo isliye click ki hai ki aapko samaj ne me jyada aasani ho isliye.

STEP:3 - Ab link me “ss" type karne ke baad aapko ok button press kar dena hai fir aapke saamne ek naya page open hoga usme aapko download kaa option mil jaaye gaa

Last Word - Dosto aapko humari ye jankari kesi lagi ye comment karke jarur batana or koi paresani problem ho to comment karna or post acchi lagi hoto share jarur karna.

Thank You 😊

2 टिप्पणियाँ

Thank For Comment..!!

Unknown ने कहा…
HAMRA PHONE JIO F90 MODAL HAI LAKEN DOWNLOD NAHI HOTA VIDO SS WALI TRICK BHE APNA CHUKA HO
Raaj ने कहा…
ThanQ Bhai Or Meri Post Aapko Kaam Laagi, Mebhi Bahut Khus Hu
और नया पुराने