Hello Dosto aaj ke is post me aap sab log kaa bahut bahut swagat karta hu. to aaj kaa topic ye hai ki hum apne Blog ko delete kese kr sakte hai, blog ko hum kai reason se delete kar dete hai. voto hamare personal probelm hote hai.


Hello Dosto aaj ke is post me aap sab log kaa bahut bahut swagat karta hu. to aaj kaa topic ye hai ki hum apne Blog ko delete kese kr sakte hai, blog ko hum kai reason se delete kar dete hai. voto hamare personal probelm hote hai.


Agar aap blogging se pareshan ho, kya aap apni website ko parmenantly delete karke new website banana chahte hai to hamari post pura end tak read kijiye.

Blog (Website) ko parmenantly delete kese kare

STEP:1  Ab aap mere bataye gaye steps ko follow kare.Screenshot Bhi Dekhe

  1. Sabse pahele to aapko Blogger.com par jana hai
  2. Ab aap apne Gmail id se aap login kare blogger par.
  3. Ab aap Settings par click kare.
  4. Ab Other par click karna hai.

STEP:2 Ab aage follow karte rahiye.Screenshot Bhi Dekhe

  1. Jesi hi aap Other par click karenge vese hi side par kuch option aa jaayenge.
  2. Ab aapko waha par Delete Blog (Remove your blog) kaa option mil jayenga aap waha par Delete blog par click kar dijiye.
  3. Delete This Blog par click kijiye ab. or aapka blog 90Days ke baad Automatically remove ho jaayenga.


STEP:3 Jesi hi aap Delete This Blog par click karenge to aapke saamne ek new window open hogi. jese new blog ho vesa hi dikhega aapko.
Ab aapka blog delete ho gaya haI lekin  aapaka blog Permanently Delete nahi hua hai.




STEP:4  Ab aap jesi aap refresh karenge to aapke samne pop up window open hogi.
  • Ab Aapke Saamne 2 Option Aayenge PERMANENTLY DELETE aur UNDELETE.

  1. PERMANENTLY DELETE  par jesi hi click karoge to aap apne blog ko hamesha ke liye delete kar denge mtlb ki aap apne blog ko kabhi recover nai kar paoge
  2. Meto  aapse yahi kahunga ki aap PERMANENTLY DELETE mat kijiye 
  3. Aapne pahele se hi apne blog ko delete kar diya hain to aap apne blog firse recover kar sakte hai UNDELETE par click karke 

NOTE - Agar aapne apne blog ko delete kiye hua 90days ho gaye hai to apne blog ko recover nai kar sakte.



LastWord - Dosto aapke hamari ye jankari kaisi lagi ye hame comment karke jarur batayiga, agar aapko koi sawal hai to comment me jarur bataye me aapki Help madad karne ki puri kosish karunga. agar aap hamari website ke updates pana chahte hai to Email Subscribe kar lijiye taki me koi bhi new jankari Post karu to aapko email apne email par direct mil sake. agar aapko hamari ye jankari acchi lagi hoto aap ye jankari jarur SHARE kijiye ga.

ThankYou😊

Post a Comment

Thank For Comment..!!

और नया पुराने